Salatul Tasbeeh Namaz ka Tarika (Eng)

Salatul Tasbih also known as supplication prayer, is a form of sunnah prayer. As the name suggests, this unique prayer involves reciting the tasbih many times and it is said those who pray this particular way will have many of their sins forgiven. Prophet Muhammad advised the Muslims to pray this at least once in their lifetime.

This unique prayer consists of four rakats which is divided into two separate sets.

It is important to note that this prayer is not particularly different from any other prayer. The only difference is the inclusion of tasbih and can only be recited after you finished the glorifications as the person would in any other prayers.

سُبْحَانَ اللَّهِ ، وَالْحَمْدُ لِلَّهِ ، وَلا إِلَهَ إِلا اللَّهُ ، وَاللَّهُ أَكْبَرُ

  1. Make the intention and begin the prayer, afterwards utter the tasbih 15 times.
  2. Recite Surah Fatiha and the secondary surah, then utter the same tasbih 10 times.
  3. After doing the ruku and its recitation, utter the tasbih 10 times.
  4. After standing up and its recitation, utter the tasbih 10 times.
  5. In the first sujud with its recitation, utter the tasbih 10 times.
  6. In the Jalsa (sitting between the twin sujud) utter the tasbih 10 times
  7. Finally, in the second sujud and its recitation, utter the tasbih 10 times
  8. Repeat until four rakats had been done.

In total one should be reciting 300 tasbih in its entirety.

Source wiki

Salatul Tasbeeh in Roman Eng

Salatul tasbeeh in besh Mar Khubsoorat Tohfo mein se ek hai jo Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne apni ummat ko ata ki hai. Yah na sirf aapke Gunahon ko mukmmal Taur per mitata hai, balke aapko Allah Ke Sath qaribi aur zaati talaq Kayam karne mein bhi madad karta hai.

Hamare Pyare Nabi Mohammed Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek din Apne Chacha Hazrat Abbas Razi Allah Tala anha se farmaya

Chacha Kya Main aapko na Dun, Kya Main aapko Inam na Dun, kya main aap pr Raham na karun? Jab aap 10 kam Karenge to Allah Tala aapke Mustak-Bil aur Mazi ke, naye aur purane, woh Guna jo aap bhul gaye hain aur Jo aapane janbujhkar Kiye, Chhote aur Bade, chhupe Hue aur jahir kiye Hue Gunahon ko bakhsh dega. FIR aap Sallallahu alehi vasllam Ne ise Salatul tasbeeh padhne ka tarika Sikhaya Aur farmaya Ke ye namaz Din Mein Ek Bar padho. Agar Din Mein Ek Bar Nahi To Har Jumma ko, aur Agar yah bhi Mumkin Na Ho To mahine Mein Ek Bar, yah bhi Mumkin Na Ho To Sal Mein Ek Bar, aur Agar yah bhi Mumkin Na Ho To kam se kam zindagi Mein Ek Bar.( Abbu Daud Karim ji)

Yah Namaz Ek Waqt Mein Char rakat Mein Padhi Jaati Hai aur Talu Aftab aur groub Aftab ke makaru ukhat Ke alava Din Aur Raat ke kisi bhi Hisse Mein Padhi Ja sakti hai. Albatta zauhar ki Namaz se pahle Afzal hai. Is Namaz ki tasbeeh yah hai

سُبْحَانَ اللَّهِ ، وَالْحَمْدُ لِلَّهِ ، وَلا إِلَهَ إِلا اللَّهُ ، وَاللَّهُ أَكْبَرُ

  1. Namaz Shuru karne aur Sana padhne ke bad is tasbeeh ko 15 martba Pade.
  2. Surat Fatiha aur dusri Surat padhne ke bad yah tasbeeh 10 martba Pade.
  3. Rakhun main tasbeeh padhne ke bad 10 martba tasbeeh Pade.
  4. Rakho se uthne ke bad 10 mrtba tasbeeh Pade.
  5. tasbeeh ke bad pahle Sajde Mein 10 mrtba tasbeeh Pade.
  6. Sajde Ke Darmiyan 10 martba tasbeeh Pade.
  7. Dusre Sajde Mein 10 martba Sabhi padhen.

tasbeeh ki ginti 300 Tak mukmmal karne ke liye is Amal ko namaz ki Charo rakaton mein dohraen. Is Namaz ko Ada karte waqt darjj zail Baton Ka Khyal Rakhna zaruri hai.

  • Unchi awaaz mein shumar Na Karen.
  • Ungaliyon per shumar na Karen ya tasbeeh Ka istemal Na Karen.
  • Yaddhani ke Taur per ungaliyon ko Ahista se dabane se Ginne Ki Sifarish ki Jaati Hai.
  • Agar Kisi position Mein ginti chhut Jaaye to Agali position Mein iski talafi Karen.
  • zehan Ko Jitna Mumkin Ho zikr per Markuz rakhne ki koshish karen. Aista Aista Lekin aakhirkar, tasbeeh namaz ke dauran Aap ke Dil Ko pighlana Shuru Kar Degi, aur aapko Ek Bemisal ruhani tajurba Degi.
  • Kyunki tasbeeh Allah Ki hammad aur iski niyamaton ke bare mein hai, isliye tasbeeh padhte Waqt apne aap ko iski niyamaton aur ahsanat Ko Yad dilate Rahana Ek Achcha Amal hai.

Salatul Tasbeeh Namaz ka Practical Tarika in video (urdu)

FAQs

Can we pray Salatul Tasbih daily?

YES

Can we pray salatul tasbih in 2 rakat?

NO

Leave a Comment